Zainab Tera Zakhmi Baba Lyrics


Warning: Undefined array key "tie_hide_meta" in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Warning: Trying to access array offset on value of type null in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Noha Title Zainab Tera Zakhmi Baba
Noha Artist Mir Hasan Mir
Click Here To Download Zainab Tera Zakhmi Baba Lyrics

Zainab Tera Zakhmi Baba Lyrics

Zainab Tera Zakhmi Baba Noha Lyrics

●Hayee Ali, Hayee Ali, Hayee Ali, Haye Ali

●Fajar Unisween Ramzan Ki Tarpati Hai
Fatima Zehra Ki Jis Waqt Sadaa Ati Hai

●Aa Dekh Le Zainab,tera Zakhmi Baba,ghar Loat Ke Ayaa Hai

●Kandho Pe Uthai,yun Bete Hain Laaye,lagta Hai Janaza Hai
Aa Dekh Le Zainab, Tera Zakhmi Baba, Ghar Loat Ke Ayaa Hai

●Mushkil Se Safar Yeh Te Hai Kiya,jaari Hai Lahoo Ka Darya
Masjid Se Ghar Tak,har Ik Qadam Per,beton Ne Sambhala Hai

Aa Dekh Le Zainab, Tera Zakmi Baba, Ghar Loat Ke Ayaa Hai

●Halat Hee Ajab Hai Baba Ki Pehchanna Mushkil Hoga
Zehra Ki Garibi,yaad Aye Gi Bibi,tar Khoon Mai Chehra Hai
Aa Dekh Le Zainab, Tera Zakhme Baba, Ghar Loat Ke Ayaa Hai

●Jirah Se Hujre Ke Bahir Jab Haal Hassan Ne Pucha
Wo Ro Ke Pukara,mushkil Hua Jeena,yeh Zakham Hee Aesa Hai
Aa Dekh Le Zainab, Tera Zakhmi Baba, Ghar Loat Ke Ayaa Hai

●Ab Sham E Gariban Mai Tum Ko,yeh Chehra Nazar Ayega
Ae Sani E Zehra,kuch Roz Ka Mehman,ab Ap Ka Baba Hai
Aa Dekh Le Zanab, Tera Zakhmi Baba, Ghar Loat Ke Ayaa Hai

●Yeh Shana Hila Ker Kehti Hain Abbas Jari Ki Madar
Bibi Uth Jao,ashkon Ko Chupao,Baba Ne Bulaya Hai
Aa Dekh Le Zainab, Tera Zakhmi Baba, Ghar Loat Ke Ayaa Hai

●Qadmon Mai Gir Ke Zainab Ke,ghazi Ki Behan Yeh Boli
Baba Ko Bachalo,sadqe Mujhe Kardo,hazir Yeh Ruqaiyya Hai
Aa Dekh Le Zainab, Tera Zakhmi Baba, Ghar Loat Ke Ayaa Hai

●Ik Roz Akaile Aana Hai,is Shehar Mai Tujh Ko Bibi
Kiya Hoga Najane,shehzadi Abhi Se,badla Hua Kufa Hai
Aa Dekh Le Zainab, Tera Zakhmi Baba, Ghar Loat Ke Ayaa Hai

●Shabbar Ka Jigar, Shabbir Ka Sar, Abbas Jari Ka Bazoo
Katte Dekhogi,ae Baba Ki Piyari,yeh Zakhm To Pehla Hai
Aa Dekh Le Zainab, Tera Zakhmi Baba, Ghar Loat Ke Ayaa Hai

●Yeh Keh Ke Taqallum Beti Se,khamosh Hui The Maula
Darbar Ke Dar Per,mai Aoga Milne,zainab Mera Waada Hai
Aa Dekh Le Zainab, Tera Zakhmi Baba, Ghar Loat Ke Ayaa Ha


Zainab Tera Zakhmi Baba Lyrics

Zainab Tera Zakhmi Baba is one of the best Noha by Mir Hasan Mir.

You can listen this Noha online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Zainab Tera Zakhmi Baba

Read or download lyrics of Zainab Tera Zakhmi Baba in roman urdu, urdu and english.

Popular Tags

  • Zainab Tera Zakhmi Baba Lyrics
  • Lyrics of Zainab Tera Zakhmi Baba
  • Zainab Tera Zakhmi Baba Lyrics Download
  • Download Lyrics of Zainab Tera Zakhmi Baba
  • Zainab Tera Zakhmi Baba Lyrics By Mir Hasan Mir

NaatSharif.org brings to you "Zainab Tera Zakhmi Baba Lyrics Audio" by artist Mir Hasan Mir. To Download Zainab Tera Zakhmi Baba Lyrics in MP3, simply click the three vertical dots on the mp3 player and then download.

With NaatSharif.org, you will not only enjoy your favorite MP3 Naats, but you will also have access to our best playlists such as Punjabi Naats, Qawwalies, Nasheeds, Nohay and Manqabats.

Disclaimer:
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.

One comment

  1. Mashallah Mir Hassan Mir aap ne bht acha noha parha hai aaj 21st ramazan hai aur mujhe smjh nahi aaraha tha k main konsa noha parhoun q k humare ghar pe taboot uthta hai majlis hoti hai tu main humesha ek noha parhti houn aur ye noha aasan tha es liye main abhi us ki practice kar rahi houn shaam mein Inshallah bht acha parhoun gi