Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye Lyrics


Warning: Undefined array key "tie_hide_meta" in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Warning: Trying to access array offset on value of type null in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

[xyz-ips snippet=”Download-Button”]

Naat Title Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye
Naat Artist Hafiz Tahir Qadri
Click Here To Download Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye Lyrics

Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye Lyrics

Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye Lyrics

Mere Aaqa Madiny Bula Lijiye
Mere Aaqa Madiny Bula Lijiye

Sahara Chahye Sarkar Zindagi K Liye…
Tarap Raha Hoon Madine Ki Haazri K Liye..

Taiba Ke Jane Wale Jaa Kr Bary Adab Se..
Mera Bhi Qisaa E Gham Kehna Shah-E-arab Se..

Kehna K Shah-e- Aalam..Ek Ranjo Ghum Ka Mara..
Dono Jahan Mein Jis Ka Hain Aap Hi Sahara..
Haalat E Pur Alam Se Iss Dum Guzar Raha Hai
Or Kampty Labon Se Faryaad Kr Raha Hai..

Paaye Gunaah Apna Hai Dosh Par Uthaye.
Koi Nahi Hai Aesa Jo Pochny Ko Aaye.

Bola Howa Musafir Manzil Ko Dondta Hai.
Taarikyoo Ko Maah-e-kamil Ko Dondta Hai.
Seeny Mein Hai Andhera..Dil Hai Shiyaah Khana.
Ye Hai Meri Kahani Sarkaar Ko Sunana.

Kehna Mere Nabi Se Maheroom Hoo Khushi Se.
Kehna Mere Nabi Se Maheroom Hoo Khushi Se.

Sahara Chahye Sarkar Zindagi K Liye…
Tadap Raha Hu Madine Ki Hazri Ke Liye

Sarwar Qabr-e-ghum Hai.. Ashkon Se Aankh Num Hai…
Paamal-e-zindgi Hoo Sarkar Umati Hoo..
Ummat K Rehnmao Kuch Arz-e-haal Sun Lo..
Faryaad Kr Raha Ho..main Dil Figar Kb Se..
Mera Bhi Qissa-e-ghum Kehna Mery Nabi Se…

Hazoor Aesa Koi Intzamm Ho Jaye..
Salam K Liye Hazir Ghulaam Ho Jaye..

Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye
Tadap Raha Hu Madine Ki Hazri Ke Liye

Mera Dil Tadap Raha Hai Mera Jal Raha Hai Seena..
Mere Aaqa Madine Bula Lijiye Sahara

Nahi Maal-o-zar To Kya Hai..Main Greeb Hoo Yahi Na..
Mere Ishq Mujh Ko Le Chal..Tuhi Janb-e-madina..

Aaqa Na Toot Jaye Ye Dil Ka Aabghina….
Ab K Baras Bhi Muala Reh Jaon Main Kahin Na..

Dil Ro Raha Hai Jin Ka.. Aanso Chalak Rahy Hain..
Un Aashqo Ka Sadqa.. Bolwaeye Madinaaaaa..

Mere Aaaqa Madiny Bula Lijiye……..

Madiny Jaaon, Phir Aaon, Dobara Phir Jaaon..
Ye Zinagi Meri Yonhi Tamam Ho Jaye…..

Sahara Chahye Sarkar Zindagi K Liye..
Tarap Raha Hoo Madiny Ki Haazri K Liye..

Ae Aazm-e-madina.. Ja Kr Nabi Se Kehna…
Sody Humen Alam Se.. Ab Jal Raha Hai Seena..

Kehna K Bar Rahi, Ab Dil Ki Iztrabi..
Qadmo Se Door Hoo Mai, Qismat Ki Hai Khrabi…

Kehna K Dil Me Mere Arman Bhary Howe Hain
Kehna K Hasrtoon K Nashtar Choby Howe Hain

Hai Aarzo Ye Dil Ki Main Bhi Madina Jaao..
Sultan-e-do Jahan Ko..Daaghy Jigar Dikhao..
Kaato Hazar Chakar, Tayyaba Ki Har Gali K..
Yonhi Guzaar Do Aayam Zindgi K..

Pholon Py Jaan Nisaron.. Kanton Py Dil Ko Waaron..
Zarron Ko Doon Salami.. Dar Ki Karon Ghulami..
Dewaro Dar Ko Chomon.. Chokhat Py Sar Ko Rakh Doon..

Rozy Ko Dekh Kr Main, Rota Raho Brabar..
Aalam K Dil Mein Hai Ye, Hasrat Najaany Kab Se…
Hum Sab K Hai Dil Mein Hasrat Najany Kab Se..
Mera Bhi Qisa E Ghum Kehna Shah-e-arab Se…

Sahara Chahaye Sarkar Zindgi K Liye..
Tarap Raha Hoo Madiny Ki Haazri K Liye..

Ek Roz Ho Ga Jaana.. Sarkar Ki Gali Mein..
Ho Ga Wahi Thikana.. Sarkar Ki Gali Mein..

Dil Mein Nabi Ki Yaaden, Lab Par Nabi Ki Naaten..
Jana To Aese Jana, Sarkar Ki Gali Me..

Ya Mustafa Khudara.. Do Izn Haazri Ka..
Kr Lo Nazara Aakr.. Main Ap Ki Gali Ka..

Ek Baar To Dikha Do Ramzan Mein Madina..
Iss Bar To Dikha Do Ramzan Mein Madina..
Aaqqa Humen Dikha Do Ramzan Me Madina..
Beshak Bana Lo Aaqa Mehman Do Ghari Ka..

Naseeb Walo Mein Mera Bhi Naam Ho Jaye..
Jo Zindgi Ki Madiny Mein Shaam Ho Jaye..

Shahra Chahye Sarkar Zindgi K Liye..
Tarap Raha Hoo Madiny Ki Haazri K Liye..

Bula Lo Na. .. Bula Lo Na…

Aaqaq Aaqa Aqqa……… .

Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye Lyrics In Urdu

سہارا چاہیے سرکار زندگی کے لیے

تڑپ رہا ہوں مدینے کی حاضری کے لئے

حضور ایسا کوئی انتظام ہو جائے

سلام کے لیے حاضر غلام ہوجائے

نصیب والوں میں میرا بھی نام ہو جائے

جو زندگی کی مدینے میں شام ہو جائے

میں شاد شاد مروں گا اگر دم آخر

زباں پہ جاری محمد کا نام ہو جائے

سہارا چاہیے سرکار زندگی کے لیے

تڑپ رہا ہوں مدینے کی حاضری کے لئے

سہارا چاہیے سرکار زندگی کے لیے

تڑپ رہا ہوں مدینے کی حاضری کے لئے

وہ بزم خاص جو دربار عام ہوجائے

امید ہے کہ ہمارا سلام ہو جائے

سہارا چاہیے سرکار زندگی کے لیے

تڑپ رہا ہوں مدینے کی حاضری کے لئے

ادھر بھی ایک نگاہ لطف عام ہوجائے

کے عاشقوں میں ہمارا بھی نہ ہو جائے

تیرے غلام کی شوکت جو دیکھ لیں محمود

ابھی ایاز کی صورت غلام ہو جائے

سہارا چاہیے سرکار زندگی کے لیے

تڑپ رہا ہوں مدینے کی حاضری کے لئے

مدینے جاؤں پھر آؤں دوبارہ پھر جاؤں

تمام عمر اسی میں تمام ھوجائے

بلاؤ جلد مدینے میں ہے امیر کو خوف

کہیں نہ عمر دو روزہ تمام ہوجائے

سہارا چاہیے سرکار زندگی کے لیے

تڑپ رہا ہوں مدینے کی حاضری کے لئے

تمہاری نعت پڑھوں میں سنوں لکھوں ہردم

یہ زندگی میری یوں ہی تمام ہوجائے

سہارا چاہیے سرکار زندگی کے لیے

تڑپ رہا ہوں مدینے کی حاض

Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye Naat Lyrics

Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye is one of the best Naat by Hafiz Tahir Qadri.

You can listen to this Naat online or download it in MP3 from this site.

You can also read or download Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye Naat Lyrics for free from our site.

Read or download  Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye Lyrics in Urdu, Hindi, and English.

Popular Tags
  • Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye Lyrics
  • Sahara Chahiye Sarkar Lyrics
  • Sahara Chahiye Sarkar Lyrics in Urdu

NaatSharif.org brings to you "Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye Lyrics Audio" by artist Hafiz Tahir Qadri. To Download Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye Lyrics in MP3, simply click the three vertical dots on the mp3 player and then download.

With NaatSharif.org, you will not only enjoy your favorite MP3 Naats, but you will also have access to our best playlists such as Punjabi Naats, Qawwalies, Nasheeds, Nohay and Manqabats.

Disclaimer:
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.