Mujhko Ramzan Ka Mahina Lyrics


Warning: Undefined array key "tie_hide_meta" in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Warning: Trying to access array offset on value of type null in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Kalam Title Mujhko Ramzan Ka Mahina
Kalam Artist Hafiz Tahir Qadri
Click Here To Download Mujhko Ramzan Ka Mahina Lyrics

Mujhko Ramzan Ka Mahina Lyrics

Aya ALLAH Ka Mehman
Aya He Maah E Ramzan
Le Kar Hathon Mei Quraan
Aya He Maah E Ramzan

Rahmat E Ramzan Rahmat E Ramzan
Rahmat E Ramzan
Rahmat E Ramzan

Mujhko Ramzaa Ka Mheena Acha Lagta He
Sahri O Iftaar Krna Acha Lgta He

Ramzan K Roze Rkhunga
Main Sari Namazen Prhunga
Quraan Ki Tilawat Karunga
Or Deen Ki Baten Seekhunga

Rahman Raazi Hoga Rahman Raazi Hoga
Rahman Raazi Hoga Rahman Raazi Hoga

Dekho Flak Pe Chand Chamka Maah E Ramzaa Aya
Nikhra Nikhra Har Ek Chehra Maah E Ramzaa Aya

Pure Maheenay Roze Rakhna Acha Lagta He

Mujhko Ramzaa Ka Maheena Acha Lagta He
Sahri O Iftaar Krna Acha Lgta He

Bacho Roza Rakhna He Qurb Khuda Ka Paana He
Raazi Hota He REHMAAN Aya He Maah E Ramzan

Ramzaa Mei Momin K Muqaddar Roshan Lagte Hein
Masjid K Mehraab O Mimbar Roshan Lagte Hein

Masjid Mei Logon Ka Barhna Acha Lagta He

Mujhko Ramzaa Ka Maheena Acha Lagta He
Sahri O Iftaar Krna Acha Lgta He

Ramzan K Roze Rkhunga
Main Sari Namazen Prhunga
Quraan Ki Tilawat Karunga
Or Deen Ki Baten Seekhunga

Ramzan K Roze Rakhunga
Main Sari Namazen Prhunga
Quraan Ki Tilawat Karunga
Or Deen Ki Baten Seekhunga

Rab Ki Rahmat Ghar Ghar Utri Aya He Mehmaan

Mazy Mazy Ki Khushbu Pheli Saje Hein Dastar Khuwan

Iftaari Mei Mil Kar Khana Acha Lgta He

Mujhko Ramzaa Ka Mheena Acha Lagta He
Sahri O Iftaar Krna Acha Lgta He

Gunbad E Khazra K Saye Mei Ham Sab Bethe Houn
Dastar Khuwan Saja Ho Lab Par Un Ki Naatain Houn

Taiba Mei Iftaari Karna Acha Lagta He He

Mujhko Ramzaa Ka Maheena Acha Lagta He
Sahri O Iftaar Krna Acha Lgta He

Mujhe Neik Banna He Mujhe Neik Banna He Mujhe Neik Banna He

Nafraton Ko Chor K Tote Dilon Ko Jour K Maah E Ramzaa Ki Barkat Se Ek Banna He

Mujhe Neik Banna He Mujhe Neik Banna He Mujhe Neik Banna He

Rishwat Lena Or Dena Soud Pe Business Q Karna Maah E Ramzaa Ki Barkat S Bachte Rehna He

Mujhe Neik Banna He Mujhe Neik Banna He Mujhe Neik Banna He

Gheebat Or Chughal Khori Neiki Se He Ghaddari
Maah E Ramzaa Ki Barkat Se Sach Hi Kehna He

Mujhe Neik Banna He Mujhe Neik Banna He Mujhe Neik Banna He

Ashra E Rahmat Ashra E Bakhshish Naar Se Azaadi
Maang Ujagar Apni
Bakhshish Ban Ja Faryaadi

Rab Se Duaen Krte Rehna Acha Lagta He

Mujhko Ramzaa Ka Maheena Acha Lagta He
Sahri O Iftaar Krna Acha Lgta He

“Rahmat E Ramzaan”


Mujhko Ramzan Ka Mahina Lyrics

Mujhko Ramzan Ka Mahina is one of the best Kalam by Hafiz Tahir Qadri.

You can listen this Kalam online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Mujhko Ramzan Ka Mahina

Read or download lyrics of Mujhko Ramzan Ka Mahina in roman urdu, urdu and english.

Popular Tags

  • Mujhko Ramzan Ka Mahina Lyrics
  • Lyrics of Mujhko Ramzan Ka Mahina
  • Mujhko Ramzan Ka Mahina Lyrics Download
  • Download Lyrics of Mujhko Ramzan Ka Mahina
  • Mujhko Ramzan Ka Mahina Lyrics By Hafiz Tahir Qadri

NaatSharif.org brings to you "Mujhko Ramzan Ka Mahina Lyrics Audio" by artist Hafiz Tahir Qadri. To Download Mujhko Ramzan Ka Mahina Lyrics in MP3, simply click the three vertical dots on the mp3 player and then download.

With NaatSharif.org, you will not only enjoy your favorite MP3 Naats, but you will also have access to our best playlists such as Punjabi Naats, Qawwalies, Nasheeds, Nohay and Manqabats.

Disclaimer:
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.