Warning: Undefined property: WP_Error::$term_id in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/functions/breadcrumbs.php on line 225

Warning: Undefined property: WP_Error::$term_id in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/functions/breadcrumbs.php on line 226

Mohabbat Ke Sajde Lyrics


Warning: Undefined array key "tie_hide_meta" in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Warning: Trying to access array offset on value of type null in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Mohabbat Ke Sajde Lyrics

Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah
Wo Dhoopon Me Tapti Zameenon Pe Sajde
Safar Me Wo Ghodon Ki Zeenon Pe SajdeChattanon Ki Unchi Jabeenon Pe Sajde
Wo Sehra Bayaban Ke Seenon Pe SajdeHalalat Pe Sajde Museebat Me Sajde
Wo Faqon Me Hajat Me Ghurbat Me SajdeWo Jangon Jadal Me Harasat Me Sajde
Laga Teer Zakhmon Ki Halat Me Sajde

Wo Gharon Ki Wahshat Me Purnoor Sajde
Wo Khanjar Ke Saye Me Masroor Sajde

Wo Raton Ko Khalwat Se Maamoor Sajde
Wo Lambi Rakaton Se Mashoor Sajde

Wo Sajde Muhafiz Madadgar Sajde
Ghamon Ke Moqabil ‘atardar Sajde

Najaat Aur Bakhshish Ke Salar Sajde
Jhuka Sar To Bante The Talwar Sajde

Wo Sajdon Ke Shauqeen Ghazi Kahan Hain
Zameen Poochhti Hai Namazi Kahan Hain

Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah

Hamare Bujhe Dil Se Bezar Sajde
Khayalon Me Uljhe Huye Char Sajde

Musallen Hain Resham Ke Beemar Sajde
Chamakti Deewaron Me Laachar Sajde

Riyakar Sajde Nadar Sajde
Benoor Bezauq Murdar Sajde

Saron Ke Sitam Se Hain Sangsar Sajde
Dilon Ki Nahoosat Se Masmar Sajde

Hai Mafroor Sajde Hain Maghroor Sajde
Hai Kamzor Be Jaan M’azoor Sajde

Gunahon Ki Chakki Me Hai Choor Sajde
Ghaseete Ghulamon Se Majboor Sajde

Ke Sajdon Me Sar Hai Bhatakte Hain Sajde
Sarasar Saron Par Latakte Hain Sajde

Nigahen Khuzu Me Khatakte Hain Sajde
Du’aon Se Daman Jhatakte Hain Sajde

Wo Sajdon Ke Shauqeen Ghazi Kahan Hain
Zameen Puchhti Hai Namazi Kahan Hain

Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah

Chalo Aao Karte Hain Tauba Ke Sajde
Bahut Tishnagi Se Tawajjo Ke Sajde

Maseeha Ke Aage Madawa Ke Sajde
Nidamat Se Sarkham Shikasta Se Sajde

Raza Wale Sajde Wafa Wale Sajde
Amal Ki Taraf Rahnuma Wale Sajde

Sarapa Adab Iltija Wale Sajde
Bahut ‘ajizi Se Haya Wale Sajde

Nigahon Ke Darban Rudar Sajde
Wo Chehre Ki Zohra Chamakdar Sajde

Sarasar Badal De Jo Kirdar Sajde
Ke Ban Jayen Jeene Ke Atwar Sajde

Khuzu Ki Quba Me Yaqeen Wale Sajde
Lahad Ke Makeen Hamnasheen Wale Sajde

Hon Sh’afi Ya Mehshar Jabeen Wale Sajde
Hon Sh’afi Ya Mehshar Jabeen Wale Sajde

Wo Sajdon Ke Shauqeen Ghazi Kahan Hain
Zameen Poochhti Hai Namazi Kahan Hain

Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah


Mohabbat Ke Sajde Lyrics

Naat Title Mohabbat Ke Sajde
Naat Artist Shaz Khan
Click Here To Download Mohabbat Ke Sajde Lyrics
Mohabbat Ke Sajde Naat Lyrics

You can also read or download Mohabbat Ke Sajde Naat Lyrics In Urdu, Roman Urdu, Hindi, And English Free From Our Site.

Mohabbat Ke Sajde is one of the best Naat by Shaz Khan.

Popular Tags
  • Mohabbat Ke Sajde Naat Lyrics
  • Lyrics of Mohabbat Ke Sajde
  • Muhabbat Ke Sajde Urdu Lyrics

Warning: Undefined property: WP_Error::$term_id in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/single.php on line 71

Warning: Undefined property: WP_Error::$term_id in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/single.php on line 72

NaatSharif.org brings to you "Mohabbat Ke Sajde Lyrics Audio" by artist . To Download Mohabbat Ke Sajde Lyrics in MP3, simply click the three vertical dots on the mp3 player and then download.

With NaatSharif.org, you will not only enjoy your favorite MP3 Naats, but you will also have access to our best playlists such as Punjabi Naats, Qawwalies, Nasheeds, Nohay and Manqabats.

Disclaimer:
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.