Mere Akbar Ko Kahin Dekha Hai Lyrics


Warning: Undefined array key "tie_hide_meta" in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Warning: Trying to access array offset on value of type null in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

[xyz-ips snippet=”Download-Button”]

Noha Title Mere Akbar Ko Kahin Dekha Hai
Noha Artist Mesum Abbas
Click Here To Download Mere Akbar Ko Kahin Dekha Hai Lyrics

Mere Akbar Ko Kahin Dekha Hai Lyrics

Haye AKBAR Haye AKBAR
Haye Haye AKBAR
Haye Haye AKBAR
Hayee….
Maqtal Mein Jab Gira, SHAH E DEE’N Ka Jawa’n Pisar
Are Ghash Kha Ke Gir Pare, SHAH E LAULAK Khaak ParAre Sadma Wo Tha Ke Kuch Unhe, Ata Na Tha Nazar
Manzar Bata Rahi Hai, Riwayaat MautbarHayee..
Apne Pisar Ki Laash Pe SHABBIR Gir Gaye
Shaana Hila Ke Laash Ka, Ye Puchne Lage

Tere Jaisa Hi Uska Seena Hai
Mere Akbar Ko..
Hayee….
Mere AKBAR Ko Kahi’n Dekha Hai

Tere Jaisa Hi Uska Seena Hai
Mere AKBAR Ko Kahi’n Dekha Hai

1). Kaise Tujhko Lagi Hai Ye Barchhi
Kya Khabar Ye Tere Padar Ko Mili
Haye…Main To Be Maut Mar Gaya Hota
Mere AKBAR Ko Jo Lagi Hoti
Jaane Kyu Dil Mera Taraapta Hai
Mere AKBAR Ko Kahi’n Dekha Hai

2). Hayee..Mujhko Maloom Hai Wo Zakhmi Hai
Fauj Ye Uske Khoo’n Ki Piyasi Hai
Tere Seene Pe Jo Lahoo Hai Laga
Us Lahoo Main To Khusboo Uski Hai
Wo Yaqeenan Yahan Se Guzra Hai
Mere AKBAR Ko Kahi’n Dekha Hai

3). Tu Nahi Usko Janta Hai Agar
Mujhko Pura Yaqeen Hai Is Par
Usko Jo Dekhe Bhoolta Hi Nahi
Is Qadar Wo Hasee’n Hai Mera Pisar
Chaudhawe Chand Jaisa Chehra Hai
Mere AKBAR Ko Kahi’n Dekha Hai

4). Maine Usko Kaha Tha Aye Beta
Mujhko Mur Mur Ke Dekhte Jana
Haan Magar Is Tarah Gaya Hai Wo
Phir Palat Kar Kabhi Nahi Aya
Maine Har Simt Usko Dhoondha Hai
Mere AKBAR Ko Kahi’n Dekha Hai

5). Haye.. Jab Wo Zee’n Se Zamee’n Pe Aya Hai
Aakhri Baar Usko Dekha Hai
Haye Binayi Ja Chuki Meri
Ab Mera Din Mein Haal Aisa Hai
Mere Charo’n Taraf Andhera Hai
Mere AKBAR Ko Kahi’n Dekha Hai

6). Main Jo Awaz Doon Wo Aayega
Haan..Aa Ke Mujhko Gale Lagayega
Par Main Awaz Yun Nahi Deta
Apne Zakhmo’n Ko Wo Chupayega
Hai Bahadur ALI Ka Poota Hai
Mere AKBAR Ko Kahi’n Dekha Hai

7). Aur Ye Soch Kar Bhi Main Chup Hoon
Wo Na Dekhe Jo Larkhara Ke Giroo’n
Haan..Apni Quwat Ko Kar Raha Hoon Jama
Chal Ke Pairo’n Pe Main Wahan Pauhcho’n
Main Jo Tarpoon To Wo Tarapta Hai
Mere AKBAR Ko Kahi’n Dekha Hai

8). Usne Tujhko Yahan Nahi Dekha
Haan..Chhor Kar Warna Wo Nahi Jata
Tere Zakhmo’n Pe Rakhta Wo Marham
Tujhko Pani Mera Pisar Deta
Hayee Lekin Wo Khud Bhi Piyasa Hai
Mere AKBAR Ko Kahi’n Dekha Hai

9). Bola SALMAN AZMI Wo Jawa’n
Main Hi AKBAR Hoon Mere Baba Jaan
Na Hi Gehra Hai Itna Zakhm E Jigar
Na Hi Sadma Koi Hai
Zakhm E Sina
Jitna Sadma Tumhara Kehna Hai
Mere AKBAR Ko Kahi’n Dekha Hai

Tere Jaisa Hi Uska Seena Hai
Mere AKBAR Ko Kahi Dekha Hai

Mere AKBAR Ko Kahin Dekha Hai


Mere Akbar Ko Kahin Dekha Hai Noha Lyrics

Mere Akbar Ko Kahin Dekha Hai is one of the best Noha by Mesum Abbas.

You can listen to this Noha online or download MP3 from this site.

You can also read or download the Mere Akbar Ko Kahin Dekha Hai Noha Lyrics In Roman urdu, urdu, and English.

Popular Tags

  • Mere Akbar Ko Kahin Dekha Hai Lyrics
  • Lyrics of Mere Akbar Ko Kahin Dekha Hai
  • Mere Akbar Ko Kahin Dekha Hai Lyrics Download
  • Download Lyrics of Mere Akbar Ko Kahin Dekha Hai
  • Mere Akbar Ko Kahin Dekha Hai Lyrics By Mesum Abbas

NaatSharif.org brings to you "Mere Akbar Ko Kahin Dekha Hai Lyrics Audio" by artist Mesum Abbas. To Download Mere Akbar Ko Kahin Dekha Hai Lyrics in MP3, simply click the three vertical dots on the mp3 player and then download.

With NaatSharif.org, you will not only enjoy your favorite MP3 Naats, but you will also have access to our best playlists such as Punjabi Naats, Qawwalies, Nasheeds, Nohay and Manqabats.

Disclaimer:
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.