Maula Muhammad Lyrics


Warning: Undefined array key "tie_hide_meta" in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Warning: Trying to access array offset on value of type null in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Naat Title Maula Muhammad
Naat Artist Nadeem Sarwar
Click Here To Download Maula Muhammad Lyrics

Maula Muhammad Lyrics

Mustafa… .. Mustafa…
Mustafa… .. Mustafa…
Sallallahu Alaihi Wa Alehi Wasallam
Mustafa… .. Mustafa…

Aaqa Aaqa Ya Shahe Madina
Wallah Wallah Manam Aashiq O Shaida

Aaqa Aaqa Ya Shahe Madina
Wallah Wallah Manam Aashiq O Shaida

Mola Muhammad S.a.w ×2
Mola Muhammad S.a.w ×2
Mola Muhammad S.a.w ×4

Aaqa Aaqa Ya Shahe Madina
Wallah Wallah Manam Aashiq O Shaida

Mola Muhammad S.a.w ×2
Mola Muhammad S.a.w ×2

Allah Ke Mahboob Haiñ Pyare Haiñ Muhammad ﷺ
Kounain Ki Aañkhoñ Ke Sitare Haiñ Muhammad ﷺ
Ye Naaz Hai Hamko Ke Hamare Haiñ Muhammad ﷺ
Ye Naaz Hai Hamko Ke Hamare Hain Muhammad ﷺ

Nabi Allah ﷺ
Habib Allah ﷺ
Rahamatullah ﷺ
Rasoolallah ﷺ

Aaqa Nabi Hamare
Salle Ala Sahare
Sara Jahañ Pukare

Mola Muhammad ﷺ
Mola Muhammad S.a.w ×2
Mola Muhammad S.a.w ×2

Dil Ka Sahara Haiñ
Jag Ka Ujala Hain
Pyaron Se Pyare Rasoolallah ﷺ

Achho Se Achhe Haiñ
Unchon Se Unche Haiñ
Aaqa Hamare Rasoolallah ﷺ

Mola Muhammad S.a.w ×2
Mola Muhammad S.a.w ×2

Sarkar Ne Bandoñ Ko Khuda Se Hai Milaya
Insan Ko Jeene Ka Saleeqa Hai Sikhaya
Dil, Dil Se Milaya Hai Gale Sabko Lagaya
Di,l Dil Se Milaya Hai Gale Sabko Lagaya

Allah Allah
Shahe Wala
Nahi Dekha
Aap Jaisa

Aaqa Nabi Hamare
Salle Ala Sahare
Sara Jahañ Pukare

Mola Muhammad S.a.w ×2
Mola Muhammad S.a.w ×2
Aaqa.. Aaqa.. Ya Shahe Madina
Wallah Wallah Manam Aashiqo Shaida

Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi
Mere Hajat Rawa Ya Nabi

Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi
Mere Hajat Rawa Ya Nabi

Sarkar Ke Jo Ishq Me Sarshar Hua Hai
Hasnain Ke Nana Se Jise Pyar Hua Hai
Jo Inke Gharane Ka Wafadar Hua Hai
Rouza E Nabi Ka Jise Deedar Hua Hai
Har Haal Me Jaanat Ka Wo Haqdar Hua Hai
Har Haal Me Jaanat Ka Wo Hqadar Hua Hai

Ye Aqida
Ye Bharosa
Ye Wazifa
Hai Hamara

Aaqa Nabi Hamare
Salle Ala Sahare
Sara Jahañ Pukare

Mola Muhammad ﷺ
Mola Muhammad S.a.w ×2
Mola Muhammad S.a.w ×2

Dil Ka Sahara Hain
Jag Ka Ujala Hain
Pyaroñ Se Pyare Rasoolallah

Achho Se Achhe Hain
Unchon Se Unche Hain
Aaqa Hamare Rasoolallah

Mola Muhammad S.a.w ×2
Mola Muhammad S.a.w ×2

Wallah Wallah Wallah Wallah
Wallah! Bahot Pyara Hai Pyara Hai Madina
Hazrat Ke Ghulamoñ Ka Khazana Hai Madina
Ya Shahe Madina Hame Aana Hai Madina×2

Mere Aaqa
Ho Bulawa
Dil Tadapta
Hai Hamara

Aaqa Nabi Hamare
Salle Ala Sahare
Sara Jahañ Pukare

Mola Muhammad ﷺ
Mola Muhammad S.a.w ×2
Mola Muhammad S.a.w ×2

Aaqa Aaqa Ya Shahe Madina
Wallah Wallah Manam Aashiq O Shaida

Mola Muhammad S.a.w ×2
Mola Muhammad S.a.w ×2

Sab Milke Kaho Aamad-e-Sarkar Mubarak
Mubarak Mubarak Mubarak

Sab Milke Kaho Aamad-e-Sarkar Mubarak
Ik Bar Na Do Bar Ho Sudd Bar Mubarak
Ae Ahle Jahan Saiyad O Sardar Mubarak
Ae Ahle Jahan Saiyad O Sardar Mubarak

Nabi Waloñ
Aao Aao
Muskurao
Dil Milaao

Aaqa Nabi Hamare
Salle Ala Sahare
Sara Jahañ Pukare

Mola Muhammad ﷺ
Mola Muhammad S.a.w ×2
Mola Muhammad S.a.w ×2

Dil Ka Sahara Haiñ
Jag Ka Ujala Haiñ
Pyaron Se Pyare Rasoolallah ﷺ

Achho Se Achhe Hain
Unchon Se Unche Hain
Aaqa Hamare Rasoolallah

Sallallahu Alaihi Wa Alehi Wasallam
Sallallahu Alaihi Wa Alehi Wasallam

Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi
Mere Hajat Rawa Ya Nabi

Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi, Ya Nabi
Mere Hajat Rawa Ya Nabi

Sakar E Madina Ki Mile Jisko Gadayi
Ho Aapke Darbar Talak Jiski Rasayi
Karti Hai Salam Aise Faqiroñ Ko Khudayi
Karti Hai Salam Aise Faqiroñ Ko Khudayi

Wallah! Mere Rab Ne Hai Jo Kuch Bhi Banaya
Wallah! Mere Rab Ne Hai Jo Kuch Bhi Banaya
Hañ, Sab Aapka Sadqa Hai Ye Sab Aapka Sadqa
Sab Aapka Sadqa Ye Sab Aapka Sadqa

Shahe Madina Ka Sadqa Hai Sara×4
Farsh-e-Zamiñ Aur Ye Arshe Moalla
Shahe Madina Ka Sadqa Hai Sara

Taaroñ Ki Jhilmil Ye Suraj Ye Chuda
Shahe Madina Ka Sadqa Hai Sara

Sabza Ye Sahra Samandar Ye Dariya
Shahe Madina Ka Sadqa Hai Sara

Badal Barasna Hawaoñ Ka Chalna
Shahe Madina Ka Sadqa Hai Sara×2

Ye Phool Aur Kaliyañ Ye Aab Aur Dana
Dhoop Aur Saya Andhera Ujala
Garmi Ye Sardi Ye Husn E Zamana
Shahe Madina Ka Sadqa Hai Sara
Shahe Madina Ka Sadqa Hai Sara

Rishte Ye Naate Ye Rishtoñ Me Jeena
Chahat Ye Ulfat Wafa Ka Qareena
Dil Ka Sahara Ye Noori Madina
Dil Ka Sahara Ye Noori Madina

Naame Khuda…. ..
Naame Khuda To Hamesha Rahega
Naame Khuda To Hamesha Rahega
Naame Khuda To Hamesha Rahega
Naame Khuda To Hamesha Rahega

Mola Muhammad ﷺ Ka Sikka Chalega
Mola Muhammad ﷺ Ka Sikka Chalega
Mola Muhammad ﷺ Ka Sikka Chalega
Mola Muhammad ﷺ Ka Sikka Chalega

Shahe Madina….
Ya Shahe Madina..
Mola ….
Ya Rasoolallah…


Maula Muhammad Lyrics

Maula Muhammad is one of the best Naat by Nadeem Sarwar.

You can listen this Naat online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Maula Muhammad

Read or download lyrics of Maula Muhammad in roman urdu, urdu and english.

Popular Tags

  • Maula Muhammad Lyrics
  • Lyrics of Maula Muhammad
  • Maula Muhammad Lyrics Download
  • Download Lyrics of Maula Muhammad
  • Maula Muhammad Lyrics By Nadeem Sarwar

NaatSharif.org brings to you "Maula Muhammad Lyrics Audio" by artist Nadeem Sarwar. To Download Maula Muhammad Lyrics in MP3, simply click the three vertical dots on the mp3 player and then download.

With NaatSharif.org, you will not only enjoy your favorite MP3 Naats, but you will also have access to our best playlists such as Punjabi Naats, Qawwalies, Nasheeds, Nohay and Manqabats.

Disclaimer:
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.