Huzoor Aa Gaye Hain Lyrics


Warning: Undefined array key "tie_hide_meta" in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Warning: Trying to access array offset on value of type null in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Huzoor Aa Gaye Hain Lyrics – Read online or download Huzoor Aagaye Hain Naat Lyrics In Urdu, Hindi, And English with audio free from our site.

[xyz-ips snippet=”Download-Button”]

Naat Title Huzoor Aa Gaye Hain
Naat Artist Hashmi Brothers
Click Here To Download Huzoor Aa Gaye Hain Lyrics

Huzoor Aa Gaye Hain Lyrics

Falak Ke Naazaro, Zameen Ki Bahaaro
Sub Eidein Manao Huzoor Aa Gaye Hain
Uttho Bay Saharo Chalo Gham Ke Maaro
Khabar Ye Sunao Huzoor Aa Gaye Hain
Huzoor Aa Gaye Hain, Huzoor Aa Gaye Hain
Anokha Niraala Woh Zee Shaan Ayaa
Woh Saray Rasoolaun Ka Sultan Ayaa
Anokha Niraala Woh Zee Shaan Ayaa
Woh Saray Rasoolaun Ka Sultan AyaaAray Kaj Kula’ho Aray Baadshaho
Nigahein Jhukao Huzoor Aa Gaye Hain
Huzoor Aa Gaye Hain, Huzoor Aa Gaye Hain

Huwaa Char Su Rahmataun Ka Ba’sayra
Ujaala Ujaala’ Sawera, Sawera
Huwaa Char Su Rahmataun Ka Ba’sayra
Ujaala Ujaala’ Sawera, Sawera

Halima (R.A) Ko Pohnchi Khabar Aaminah (R.A) Ki
Mere Ghar Main Aao, Huzoor Aa Gaye Hain
Huzoor Aa Gaye Hain, Huzoor Aa Gaye Hain

Anokha Niraala Woh Zee Shaan Ayaa
Woh Saray Rasoolaun Ka Sultan Ayaa
Anokha Niraala Woh Zee Shaan Ayaa
Woh Saray Rasoolaun Ka Sultan Ayaa
Aray Baadshaho Aray Kaj Kula’ho
Nigahein Jhukao Huzoor Aa Gaye Hain
Huzoor Aa Gaye Hain, Huzoor Aa Gaye Hain

Huwaa Char Su Rahmataun Ka Ba’sayra
Ujaala Ujaala, Sawera Sawera
Huwaa Char Su Rahmataun Ka Ba’sayra
Ujaala Ujaala, Sawera Sawera
Halima Ko Pohnchi Khabar Aaminah Ki
Mere Ghar Main Aao Huzoor Aa Gaye Hain
Huzoor Aa Gaye Hain

Hawaun Mein Jazbaat Hain Marhaba Ke
Fizaun Mein Naghmaat Salle’Alla Ke
Hawaun Mein Jazbaat Hain Marhaba Ke
Fizaun Mein Naghmaat Salle’Alla Ke
Daroodaun Ke Gajrey Salamaun Ke Tohfay
Ghulamo Sajaao, Huzoor Aa Gaye Hain
Huzoor Aa Gaye Hain, Huzoor Aa Gaye Hain

Sama Hai Sana E Habeeb E Khuda Ka
Yeh Milad Hai Sarwaray Ambiya Ka
Sama Hai Sana E Habeeb E Khuda Ka
Yeh Milad Hai Sarwaray Ambiya Ka
Nabi Kay Gadao, Sab Eik Doosray Ko
Mubarak Yeh Sunao, Huzoor Aa Gaye Hain

Falak Ke Naazaro, Zameen Ki Bahaaro
Sub Eidein Manao Huzoor Aa Gaye Hain
Huzoor Aa Gaye Hain, Huzoor Aa Gaye Hain
Huzoor Aa Gaye Hain, Huzoor Aa Gaye Hain

Huzoor Agaye Hain Lyrics In Urdu Written

ﺳﺐ ﻋﯿﺪﯾﮟ ﻣﻨﺎﺅ ﺣﻀﻮﺭ ﺁﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ

ﺍُﭨﮭﻮ ﺑﮯ ﺳﮩﺎﺭﻭ ﻏﻢ ﮐﮯ ﻣﺎﺭﻭ

ﺧﺒﺮ ﯾﮧ ﺳﻨﺎﺅ ! ﺣﻀﻮﺭ ﺁﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ

ﺍﻧﻮﮐﮭﺎ ﻧﺮﺍﻻ، ﻭﮦ ﺫﯾﺸﺎﻥ ﺁﯾﺎ

ﻭﮦ ﺳﺎﺭﮮ ﺭﺳﻮﻟﻮﮞ ﮐﺎ ﺳﻠﻄﺎ ﻥ ﺁﯾﺎ

ﺍﺭﮮ ﮐﺞ ﮐﻼ ﮨﻮ ! ﺍﺭﮮ ﺑﺎﺩ ﺷﺎﮨﻮ

ﻧﮕﺎﮨﯿﮟ ﺟﮭﮑﺎﺅ ﺣﻀﻮﺭ ﺁﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ

ﮨُﻮﺍ ﭼﺎﺭ ﺳﻮ ﺭﺣﻤﺘﻮﮞ ﮐﺎ ﺑﺴﯿﺮﺍ

ﺍُﺟﺎﻻ ﺍُﺟﺎﻻ ، ﺳﻮﯾﺮﺍ ﺳﻮﯾﺮﺍ

ﺣﻠﯿﻤﮧ ﮐﻮ ﭘﮩﻨﭽﯽ، ﺧﺒﺮ ﺁﻣﻨﮧ ﮐﯽ

ﻣﯿﺮﮮ ﮔﮭﺮ ﻣﯿﮟ ﺁﺅ ! ﺣﻀﻮﺭ ﺁﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ

ﮨﻮﺍﺅﮞ ﻣﯿﮟ ﺟﺬﺑﺎﺕ ﮨﯿﮟ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﮐﮯ

ﻓﻀﺎﺅﮞ ﻣﯿﮟ ﻧﻐﻤﺎﺕ ﺻَﻞِّ ﻋَﻠٰﯽ ﮐﮯ

ﺩﺭﻭﺩﻭﮞ ﮐﮯ ﮔﺠﺮﮮ ، ﺳﻼﻣﻮﮞ ﮐﮯ ﺗﺤﻔﮯ

ﻏﻼﻣﻮ ﺳﺠﺎﺅ ! ﺣﻀﻮﺭ ﺁ ﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ

ﺳﻤﺎﮞ ﮨﮯ ﺛﻨﺎﺀ ِ ﺣﺒﯿﺐ ِ ﺧﺪﺍ ﮐﺎ

ﯾﮧ ﻣﯿﻼﺩ ﮨﮯ ﺳﺮﻭﺭِ ﺍﻧﺒﯿﺎﺀ ﮐﺎ

ﻧﺒﯽ ﮐﮯ ﮔﺪﺍﺅ ! ﺳﺐ ﺍﯾﮏ ﺩﻭﺳﺮﮮ ﮐﻮ

ﺧﺒﺮ ﯾﮧ ﺳﻨﺎﺅ ! ﺣﻀﻮﺭ ﺁﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ

ﮐﮩﺎﮞ ﻣﯿﮟ ﻇﮩﻮؔﺭﯼ ﮐﮩﺎﮞ ﺍُﻥ ﮐﯽ ﺑﺎﺗﯿﮟ

ﮐﺮﻡ ﮨﯽ ﮐﺮﻡ ﮨﯿﮟ ﯾﮧ ﺩﻥ ﺍﻭﺭ ﺭﺍﺗﯿﮟ

ﺟﮩﺎﮞ ﭘﺮ ﺑﮭﯽ ﺟﺎﺅ ! ﺩﻟﻮﮞ ﮐﻮ ﺟﮕﺎﺅ

ﯾﮩﯽ ﮐﮩﺘﮯ ﺟﺎﺅ ! ﺣﻀﻮﺭ ﺁﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ


Huzoor Aagaye Hain Urdu Lyrics

Huzoor Aa Gaye Hain is one of the best Naat by Hashmi Brothers.

You can listen to this Naat online or download it in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Huzoor Aa Gaye Hain

Popular Tags

  • Huzoor Aah Gaye Hain Lyrics
  • Lyrics of Huzoor Aa Gaye Hain

NaatSharif.org brings to you "Huzoor Aa Gaye Hain Lyrics Audio" by artist Lyrics. To Download Huzoor Aa Gaye Hain Lyrics in MP3, simply click the three vertical dots on the mp3 player and then download.

With NaatSharif.org, you will not only enjoy your favorite MP3 Naats, but you will also have access to our best playlists such as Punjabi Naats, Qawwalies, Nasheeds, Nohay and Manqabats.

Disclaimer:
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.