Har Waqt Tasawwur Mein Naat Lyrics


Warning: Undefined array key "tie_hide_meta" in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Warning: Trying to access array offset on value of type null in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Naat Title Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali
Naat Artist Owais Raza Qadri
Click Here To Download Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Lyrics

Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Lyrics

Har Waqt Tasawwur Mein  Lyrics

Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho
Or Yaad Muhammad Ki Mere Dil Mein Basi Ho

Ae Kaash! Mai Banjaoon Madine Ka Musafir
Phir Roti Huwi Taibah Ko Baraat Chali Ho

Jab Aaon Madine Me To Har Chaak Girebaan
Aankhaon Se Barasti Huwi Ashkaun Ki Jhadi Ho

Har Waqt Tasawar Main Madine Ki Gali Ho
Or Yaad Muhammad Ki Mere Dil Mein Basi Ho

Ai Kaash! Madine Mein Mujhe Maut Yoon Aaye
Qadmaun Mein Tere Sar Ho Meri Rooh Chali Ho

Jab Leke Chalo Gharibaan Ko Janazah
Kuch Khaak Madine Ki Mere Munh Pe Saji Ho

Jis Waqt Nakirein Meri Qabr Mein Aaein
Us Waqt Mere Lab Pe Saji Naat-e-Nabi Ho

ALLAH! Karam Aisa Kare Tujh Par Jahaan Mein
Ai Dawate Islami Teri Dhoom Machi Ho

AQA Ka Gada Hoon Ai Jahan’nam Tu Bhi Sun Ly
Woh Kaise Jalay Jo Ke Ghulam-e-Madani Ho

AQA Ki Shifa’at Se To Jannat Hi Mile GI
Ay Kaash! Ke Qadmaun Me Jaga Un Ke Mili Ho

Mehfooz Sada Rakhna Shaha Be Adbaun Se
Aur Mujh Sy Bhi Sarzad Na Kabhi Be Adbi Ho

Har Waqt Tasawwur Mein Naat Lyrics In Urdu

ہر وقت تصور میں مدینی کی گلی ہو

اور یاد محمد کی میرے دِل میں بسی ہو

آئی کاش ! میں بانجاو مدینی کا مسافر

پِھر روتی ہوئی طیبہ کو برات چلی ہو

جب آؤں مدینی میں تو ہر چاک گریبان

آنكھوں سے برستی ہوئی اشکاون کی جحادی ہو

آئی کاش ! مدینی میں مجھے موت یوں آئے

قادماون میں تیرے سَر ہو میری روح چلی ہو

جب لے کے چلو غریباں کو جنازہ

کچھ خاک مدینی کی میرے منه پہ سجی ہو

جس وقت ناکیرئین میری قبر میں آئین

اس وقت میرے لب پہ سجی نعت نبی ہو

اللہ ! کرم ایسا کرے تجھ پر جہاں میں

آئی داواتی اسلامی تیری دھوم مچی ہو

آقا کا گدا ہوں آئی جہاں ’ نعم تو بھی سن لے

وہ کیسے جلے جو كے غلام مادانی ہو

آقا کی شفاء ’ ایٹ سے تو جنت ہی ملے گی

آئی کاش ! كے قادماون میں جگہ ان كے ملی ہو

محفوظ سدا رکھنا شاحا بے ادباون سے

اور مجھ سے بھی سرزد نا کبھی بے اَدَبی ہو

 

Har Waqt Tasawwur Lyrics Details

Title: Har Waqt Tasawar Mein Madine Ki Gali Ho

Artist: Owais Raza Qadri

Album: Har Waqt Tasawar Naat

Released Date: Of Har Waqt Tasawar Main Madine Ke Is 2012

Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Lyrics

Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali is one of the best Naat by Owais Raza Qadri. You can listen to this Naat online or download MP3 from this site.

Read or download lyrics of Har Waqt Tasawwur Mein Naat Lyrics Mp3 download in Urdu, Hindi, and English.

Popular Tags

  • Har Waqt Tasawwur Mein Naat Lyrics
  • Har Waqt Tasawar Main Madine Ki Gali ho Lyrics
  • Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Lyrics Download
  • Download Lyrics of Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali
  • Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Lyrics By Owais Raza Qadri

NaatSharif.org brings to you "Har Waqt Tasawwur Mein Naat Lyrics Audio" by artist Owais Raza Qadri. To Download Har Waqt Tasawwur Mein Naat Lyrics in MP3, simply click the three vertical dots on the mp3 player and then download.

With NaatSharif.org, you will not only enjoy your favorite MP3 Naats, but you will also have access to our best playlists such as Punjabi Naats, Qawwalies, Nasheeds, Nohay and Manqabats.

Disclaimer:
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.