Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar Lyrics


Warning: Undefined array key "tie_hide_meta" in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Warning: Trying to access array offset on value of type null in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Noha Title Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar
Noha Artist Mir Hasan Mir
Click Here To Download Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar Lyrics

Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar Lyrics

Shiddat E Sabr Sy Mar Jaye Na Maa Akbar (as) Ki
Din Madinay Main Woh Taqdeer Ny Dikhlaya Hai
Jisne Mari Thi Kalajay Main Sinah Akbar (as) Ky
Ban Ky Mehmaan Woh Sajjad (as) Ky Ghar Aya Hai
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar
Sheh Taraptay Hain Qabr Ky Andar
Maa Tarapti Hai Qabr Sy Bahar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Phir Wohi Kaifiyat Hai Laila Ki Haal Tha Jo Jawan Ky Lashay Per
Uske Qadmon Ki Ahatain Sun Kar Maa Ny Thama Hua Hai Apna Jigar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Chehra Karbobala Ki Janib Hai Pani Hathon Main Ly Ky Roti Hai
Gir Raha Hai Nigaha Main Maa Ki Ali Akbar Ki Maut Ka Manzar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Umme Laila Sambhal Zainab Ko Kal Yea Shabbir Dy Rahe Thy Sada
Ajj Abid Phuppi Sy Kehte Hain Maa Ko Meri Sambhaliye Ja Kar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Qabr E Zahra Sy Arhi Hai Sada Isne Mara Hai Mere Baba Ko
Phir Madinay Main Ekk Qayamat Hai Phir Raha Hai Mazar E Paighambar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Ali Akbar Lipat Ky Qadmon Sy Keh Rahe Honge Apne Baba Sy
Toot Jaye Na Zabt Ka Bandhan Hosla Maa Ko Dijiye Ja Kar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

[adinserter block="4"]

Sar E Akbar Utha Ky Nezay Per Umme Laila Ko Yea Dikhata Tha
Usko Kaise Woh Bhool Sakti Hai Jis Sy Khaye Thy Sham Main Pathar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Yea Kareemi Sy Ruk Nahi Saktay Qatilon Ko Duain Detay Hain
Is Sy Pehle Ky Baksh Dain Abid Koi Mukhtar Sy Kahay Ja Kar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Tumne Ny Sajjad Mujh Ko Pechana Sun Ky Qatil Sy Bolay Yea Maula
Tou Woh Ibne E Numair Hi Hai Na Jisne Tukray Kiya Humara Jigar
Kal Thy Mehmaan Hum Teray Zalim Ajj Mehmaan Tou Humara Hai
Aur Kuch Chahiya Bata Tujh Ko Abhi Kehdon Phuppi Sy Main Jakar
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar

Dil Nahi Lagta Ajj Ghar Main Mera Aye Takallum Yea Maa Ka Noha Tha
Tham Kar Boli Mere Bazu Ko Le Chalay Fatima Ki Turbat Per
Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar (as) Umme Laila Ko Hogaye Hai Khabar


Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar Lyrics

[adinserter block="4"]

Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar is one of the best Noha by Mir Hasan Mir.

You can listen this Noha online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar

Read or download lyrics of Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar in roman urdu, urdu and english.

Popular Tags

  • Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar Lyrics
  • Lyrics of Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar
  • Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar Lyrics Download
  • Download Lyrics of Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar
  • Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar Lyrics By Mir Hasan Mir

NaatSharif.org brings to you "Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar Lyrics Audio" by artist Mir Hasan Mir. To Download Ghar Main Aya Hai Qatil E Akbar Lyrics in MP3, simply click the three vertical dots on the mp3 player and then download.

With NaatSharif.org, you will not only enjoy your favorite MP3 Naats, but you will also have access to our best playlists such as Punjabi Naats, Qawwalies, Nasheeds, Nohay and Manqabats.

Disclaimer:
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.