Dil E Dukhtar Lyrics


Warning: Undefined array key "tie_hide_meta" in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Warning: Trying to access array offset on value of type null in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

[xyz-ips snippet=”Download-Button”]

Noha Title Dil E Dukhtar
Noha Artist Ali Jee
Click Here To Download Dil E Dukhtar Lyrics

Dil E Dukhtar Lyrics

Haye Hussaina, Vaye Hussaina

Ay Vaye Sakina, Aie Vaaye Sakina.

Yeh Rukhsat E Aakhir Hai Pukaray Shah E Wala

Aie Zainab O Kulsum Rabab Aur Ruqaya,

Tum Sab Pay Salaam Akhri Allah Ko Sonpa,

Lipti Huyi Qadmoon Say Yeh Kehti Thi Sakina.

Aie Kul Ke Madadgar Madad Karne Ko Aao,

Ya Fatima Zahra Mere Baba Ko Bachao.

Ay Kul Ke Madadgar Madad Karne Ko Aao,

Ya Fatima Zahra Mere Baba Ko Bachao.

Baba Na Kaho Baba, Tum Saath Raho Baba,

Kuch Hum Say Suno Baba, Aagay Na Barho Baba,

Aaram Karo Baba, Baray E Dil E Dukhtar,

Baraye Dil E In Dukhtar, Khaimoon Mein Chalo Baba.

Ay Kul Ke Madadgar Madad Karne Ko Aao,

Ya Fatima Zahra Mere Baba Ko Bachao.

Ya Fatima Zahra Mere Baba Ko Bachao.

Juyam Bay Kuja Baba, Dar Dasht To Ra Baba?

Nazdam To Biya Baba, Yaad Az In Wafa Baba,

Lutfan Benuma Baba, Baraay E Dile Dukhtar,

Baraaye Dil E Dukhtar, Ay Baba Ma Ro Baba.

Aie Kul Ke Madadgar Madad Karne Ko Aao,

Ya Fatima Zahra Mere Baba Ko Bachao..2x

Mein Jan Gayi Baba, Pehchan Gayi Baba,

Qurbaan Gayi Baba, Talwaroon Mein Jao Gay,

Phir Tum Bhi Na Aao Gay, Baraye Dil E Dukhtar,

Baraye Dil E Dukhtar, Tum Hum Ko Na Tarpana

Aie Kul Ke Madadgar Madad Karne Ko Aao,

Ya Fatima Zahra Mere Baba Ko Bachao….2x

Aaya Dukhtar E Nistam? Yekhta Gohar E Nistam?

Noor E Nazarat E Nistam? Ya Hamsafar E Nistam,

Gar Bargardi Man Nistam, Baray E Dil E Dukhtar,

Baraay E Dil E Dukhtar, Bargard O Biya Baba.

Aie Kul Ke Madadgar Madad Karne Ko Aao,

Ya Fatima Zahra Mere Baba Ko Bachao…2x

Baba Aie Mere Baba, Lazim Hai Agar Jana,

Yeh Hum Say Karo Wada, Jab Shab Ka Ho San’nata,

Aur Meri Sada Suna, Baraye Dil E Dukhtar,

Baraaye Dile Dukhtar, Tum Lot Kay Aa Jana.

Aie Kul Ke Madadgar Madad Karne Ko Aao,

Ya Fatima Zahra Mere Baba Ko Bachao.

Babaye Mani Baba, Lazim Shud E Gar Raftan,

In Waadey E Ma Bashad, Dar Tarikiy E Shab Ha,

Bishnu Chun Sada E Man, Baraay E Dil E Dukhtar,

Baraay E Dil E In Dukhtar, Baaz Aayi Baraay E Maan

Aie Kul Ke Madadgar Madad Karne Ko Aao,

Ya Fatima Zahra Mere Baba Ko Bachao.

Sheh Bolay Sakina Jaan, Sou Jaan Say Main Qurban,

Is Tarha Na Ho Giryan, Eik Wada Nibhana Hai,

Eik Qarz Purana Hai, Baraye Dil E Dukhtar,

Baraay E Dil E Baba, Tum Aaj Dua Karna.

Aie Kul Ke Madadgar Madad Karne Ko Aao,

Ya Fatima Zahra Mere Baba Ko Bachao.

Pursa Hai Paye E Maula, Rehan O Ali Jee Ka

Kartay The Haram Noha, Sarwar Nay Kaha Baiti,

Sa’at Hai Judayi Ki, Baraay E Dil E Dukhtar,

Baraay E Dil E Baba, Maqtal Na Chali Aana.


Baraye Dil E Dukhtar Lyrics

main jaan gayi baba is one of the best Noha by Ali Jee.

You can listen to this Noha online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the ya Fatima Zehra mere baba ko Bachao lyrics  In Urdu, Hindi, And English.

Read or download the lyrics of Dile Dukhtar in roman urdu, urdu, and English.

Popular Tags

  • Dil E Dukhtar Lyrics
  • Lyrics of Dil E Dukhtar
  • Dil E Dukhtar Lyrics Download
  • Download Lyrics of Dil E Dukhtar
  • Dil E Dukhtar Lyrics By Ali Jee

NaatSharif.org brings to you "Dil E Dukhtar Lyrics Audio" by artist Ali Jee. To Download Dil E Dukhtar Lyrics in MP3, simply click the three vertical dots on the mp3 player and then download.

With NaatSharif.org, you will not only enjoy your favorite MP3 Naats, but you will also have access to our best playlists such as Punjabi Naats, Qawwalies, Nasheeds, Nohay and Manqabats.

Disclaimer:
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.