Aaj Zainab Yateem Ho Gayi Lyrics


Warning: Undefined array key "tie_hide_meta" in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Warning: Trying to access array offset on value of type null in /home/u497277975/domains/naatsharif.org/public_html/wp-content/themes/sahifa/framework/parts/meta-post.php on line 3

Noha Title Aaj Zainab Yateem Ho Gayi
Noha Artist Farhan Ali Waris
Click Here To Download Aaj Zainab Yateem Ho Gayi Lyrics

Aaj Zainab Yateem Ho Gayi Lyrics

Aaj Zainab Yateem Ho Gayi Lyrics

Uth Gaya Baap Ka Sar Se Saaya
Aaj Zainab Yateem Ho Gayi

Zakhm Taza Tha Madar Ka Dil May
Roeen Baba Ke Gham May Wo Ankhain
Gham Yateemi Ka Zainab Ne Paaya
Aaj Zainab Yateem Ho Gayi

Ro Rahay Hain Ye Mehrab O Mimbar
Keh Rahay Hain Ye Jibreel Ro Kar
Ibne Muljim Ne Ye Zulm Dhaya
Aj Zainab Yatem Ho Gai

Uth Raha Hay Janaza Ali Ka
Sab Ke Sab Ambiya Ro Rahy Hain
Hay Farishton May Kohram Barpa
Aj Zainab Yatem Ho Gai

Kon Kulsoom Ko De Dilasa
Aur Tarapti Hain Gham Se Khadija
Mola Abbas Kartay Hain Girya
Aj Zainab Yteem Hoo Gayeen

Arsh Par Mustafa Ro Rahay Hain
Sab Ke Sab Ambiya Ro Rahay Hain
Hay Farishton May Kohram Barpa
Aaj Zainab Yateem Hoo Gayeen

Uth Raha Hay Janaza Ali Ka
Khana E Rab May Matam Hay Barpa
Soag May Dooba Ghar Syeda Ka
Aaj Zainab Yateem Ho Gayeen

Uth Raha Hay Janaza Ali Ka
Aik Mehshar Ka Aalam Tha Barpa
Sab Ke Honton Pe Tha Aik Noha
Aaj Zainab Yateem Ho Gayeen

Ghar Pe Farsh E Aza Bich Gaya Hay
Khana E Rab May Matam Bapa Hay
Soag May Dooba Ghar Syeda Ka
Aaj Zainab Yateem Ho Gayeen

Ghar Se Mayyat Ali Ki Jo Uthi
Ruk Gayi Nabz Dono Jahan Ki
Arsh Walay Bhi Kartay Hain Girya
Aaj Zainab Yateem Ho Gayeen

Saray Alfaz Rotay Hain Mazhar
Farsh E Majlis Pe Ye Baat Keh Kar
Dijye Apni Bibi Ko Pursa
Aaj Zainab Yateem Ho Gayeen

**********************************
Aaj Zainab Yateem Ho Gayi Lyrics In Urdu Written

اٹھ گیا باپ کا سَر سے سایہ
آج زینبؑ یتیم ہو گئیں

زخم تازہ تھا مادر کا دِل میں
روئیں بابا كے غم میں آنکھیں
غم یتیمی کا زینبؑ نے پایا
آج زینبؑ یتیم ہو گئیں

رو رہے ہیں یہ محراب و منبر
کہہ رہے ہیں یہ جبریلؑ رو کر
ابن ملجم نے یہ ظلم ڈھایا
آج زینبؑ یتیم ہو گئیں

اٹھ رہا ہے جنازہ علیؑ کا
خانہءِ رب میں ماتم ہے برپا ہے
سوگ میں ڈوبا گھر سیدہؑ کا
آج زینبؑ یتیم ہو گئیں

کون كلثومؑ کو دے دلاسہ
اور تڑپتی ہیں غم سے خدیجہؑ
مولا عباسؑ کرتے ہیں گریہ
آج زینبؑ یتیم ہو گئیں

عرش پر مصطفیٰؐ رو رہے ہیں
سب كے سب انبیاء رو رہے ہیں
ہے فرشتوں میں کہرام برپا
آج زینب یتیم ہو گئیں

اٹھ رہا ہے جنازہ علیؑ کا
ایک محشر کا عالم تھا برپا
سب كے ہونٹوں پہ تھا ایک نوحہ
آج زینبؑ یتیم ہو گئیں

گھر سے میّت علی کی جو اٹھی
رک گئی نبظ دونوں جہاں کی
عرش والے بھی کرتے ہیں گریا
آج زینبؑ یتیم ہو گئیں

سارے الفاظ روتے ہیں مظہر
فرش مجلس پہ یہ بات کہہ کر
دیجئے اپنی بی بی کو پُرسَہ
آج زینبؑ یتیم ہو گئیں

گھر پہ فرش عزا بچھ گیا ہے

***********************************

Listen Aaj Zainab Yateem Ho Gayi Mp3 With Lyrics By Farhan Lai Waris.

Readd Aaj Zainab Yateem Ho Gayi Lyrics In Urdu, Roman Urdu, Hindi And English.

Read And Dowload Aaj Zainab Yateem Ho Gayi Mp3 With Lyrics Form Our Site


Aaj Zainab Yateem Ho Gayi Lyrics

Aaj Zainab Yateem Ho Gayi is one of the best Noha by Farhan Ali Waris.

You can listen this Noha online or download in MP3 from this site.

You can also read or download the lyrics of Aaj Zainab Yateem Ho Gayi

Read or download lyrics of Aaj Zainab Yateem Ho Gayi in roman urdu, urdu and english.

Popular Tags

  • Aaj Zainab Yateem Ho Gayi Lyrics
  • Lyrics of Aaj Zainab Yateem Ho Gayi
  • Aaj Zainab Yateem Ho Gayi Lyrics Download
  • Download Lyrics of Aaj Zainab Yateem Ho Gayi
  • Aaj Zainab Yateem Ho Gayi Lyrics By Farhan Ali Waris

NaatSharif.org brings to you "Aaj Zainab Yateem Ho Gayi Lyrics Audio" by artist Farhan Ali Waris. To Download Aaj Zainab Yateem Ho Gayi Lyrics in MP3, simply click the three vertical dots on the mp3 player and then download.

With NaatSharif.org, you will not only enjoy your favorite MP3 Naats, but you will also have access to our best playlists such as Punjabi Naats, Qawwalies, Nasheeds, Nohay and Manqabats.

Disclaimer:
This Audio is strictly meant for Promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this audio and intended to showcase the creativity of the artist involved. The Original Copyright(s) is (are) solely owned by the companies/Original Artist(s)/Record-Label(s). All the contents are strictly done for promotional purposes.

As per the 3rd section of fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for fair use.